Festival images, funny Jokes for whatsapp and facebook shayari eid mubarak Independence day republic day holi diwali raksha bandhan gandhi jayanti image new shayari and santa banta jokes sad bawafa heart touching shayari latest sms shayarifor gf bf bollywood news jokes of the day ghazal

Thursday 1 June 2017

Best Ramzan images and pictures and facts about fast/Roza रमज़ान के महीने का महत्व

Best Ramzan images and pictures and facts about fast/Roza, Ramadan Pictures, Images, Graphics, what is ramzan 2017, रमज़ान के महीने का महत्व, importance of ramzan month, Ramadan Festival...

Best image for Ramzan
Ramzan images

Ramzan is a 9th month of  Islamic calender, Ramzan begins after shaban when new moon sighted the days of ramzan depends on sightin of moon. Ramzan is a very important month for muslims in which Quran was revealed.In Ramzan the people who have fast are not allowed to eat or drink any thing including water, for childrens fast are not compulsory.....


⇬Wo Uzr Jinse Roza na Rakhne ki Ijazat hoti he⇬

1- Bimari ki Vajah se Roza rakhne ki taaqat na ho ya marj badne ka khatra ho to Roza na rakhna jaa’iz he, Ramzan ke baad Sahat ho Jane per iski qaza kare,


★ 

2- Aurat ko hamal ki Vajah se Roze me bachcha ya apni jaan ko nuksaan pahunchne ka andesha ho to Roza na rakhe, baad me qaza kare,



3- Jo Aurat apne ya Gair ke bachche ko doodh pilati ho agar Roze ki Vajah se Bachche ko doodh nahi milta ho aur isse bachche ko takleef pahunchti ho to Roza na rakhe, baad me qaza kare,



4- Sharai musafir ko ijazat he k wo Roza na rakhe lekin agar takleef na ho to afzal yahi he k haalate safar me bhi Roza rakh le,



5- Ba-haalate Roza safar shuru kiya ab uske liye Roza ko pura karna zaruri he,


⇨ Agar musafir haalate safar me tha aur subeh sadiq ke baad kuchh khaya piya nahi aur Roze ki niyat bhi nahi ki, Fir zawal se pehle watan ( home ) pahunch gaya, us per laazim he k wo Roza rakh le,




6- Kisi ko qatl ki dhamki dekar Roza todne per majboor kiya jaye to uske liye Roza todna jaa’iz he, Baad me qaza kar le,



7- Agar koi shakhs Roza rakhne ke baad is qadar shadeed Bimaar ho jaye k Roza na todne ki soorat me marj ki shiddat ya badh Jane ka khatra ho to Aftaar kar lena jaa’iz he, Baad me qaza waajib he, Kaffara nahi,



8- Agar injection se ilaaj ho sake Dava pilakar Roza todne ki zarurat na ho to Roza todna jaa’iz nahi balki injection hee se ilaaj kare,

Ramzan Stock Photos & Pictures
ramdan images

1 comment:

Facebook Page

you Must know???

>

Popular Posts

New One

Blog Archive

Please visit